Tuesday, January 27, 2009

[RUKHSANA] Re: : ZINDAGI

Dear Friend,
 
    yaar kya shayri write karta ho may is liye hi pita hoon ki wo koi tanction na rahe
shyad main apke shayri read kar loon toshyad main aur  piyone na lagoogon
please 1 aur shyari mere kahne par aur give me plz thanku
yaar asia kyon hoto hai ki jo har kisi ko mohbbat nahi milti
well mohbbat to sab karti hain to ye to comman honi chahiye thi na jo jahe mohbbat kare
bec.mohbbat to sab karta hain
ak bar bat karo main apse baat karna chata hoon.meri night job hai.aur main office ka net use karta hoon.
to agar STD lage to call mat karna and Your Contact Number
My Number is 9871766760
Please Call Me and Your Number thankuuuuuuuuuuuuuu
Please Answar Me
Thanku
Regards
Yogesh Kashyap
9871766760
G4A
 


From: offhfo <offhfo@yahoo.com>
To: Rukhsana@yahoogroups.com
Sent: Saturday, January 24, 2009 7:40:12 PM
Subject: [RUKHSANA] Re: ZINDAGI

Sitara jee

Mumkin Ho Aap Say To Bhula Dijiye Mujhay
Pathar Pay Hon Lakeer, Mita Dijiye Mujhay
Har Roz Mujh Say Taaza Shikayat Hai Aap Ko
Mai Kia Hon, Aik Baar Bata Dijiye Mujhay
Merey Siwa Bhi Hai Koi Mozoo-E-Guftugu
Apna Bhi Koi Rang Dikha Dijiye Mujhay
Mai Kia Hon, Kis Jagah Hon, Mujhay Kuch Khabar Nahi
Hain Aap Kitnay Duur Zara Sada Dijiye Mujhay
Ki Mai Nay Apnay Zakham Ki Tash'heer Jaa Baja
Mai Maanta Hon Jurm, Saza Dijiye Mujhay
Qaim To Ho Sakay Koi Rishta Gohor K Saath
Gehray Samandaron Mai Baha Dijiye Mujhay
Shab Bhar Kiran Kiran Ko Tarasnay Say Faida
Hai Tairgii To Aag Laga Dijiye Mujhay
Jaltey Dinon Mei Khud Pass-E-Deewar Baith Kar
Saaye Ki Justuju Mei Laga Dijiyey Mujhay
Yun To Shola-E-Jaan Sard Ho Chuka
Likin Sulag Uthoon To Hawa Dijiye Mujhay
Furqan

--- In Rukhsana@yahoogroup s.com, *.·´*`·.·* Sitara *·.·´*`·.*
<sitara700@. ..> wrote:
>
> FuR QaN jee aap ne kaha ke aap mail dekhte the par
> aap ne ache nhi dekha jee aap ki sister Kiran jee k
> baad ab hum hai Mumtaz jee k sath modaretor me
>  
> aap k baare me bhi hum zayada to nahi jante
> bas yehi jante hai jo likha hai
> par ab maza aayega aap bi agaye ho na
>  
>
>
>
>
>
>
> --- On Fri, 1/23/09, offhfo <offhfo@...> wrote:
>
> From: offhfo <offhfo@...>
> Subject: [RUKHSANA] Re: ZINDAGI
> To: Rukhsana@yahoogroup s.com
> Date: Friday, January 23, 2009, 2:35 PM
>
>
>
>
>
>
> Sitara jee Hello....aap koun hai apne bare main bataiye?
> bhout khoob shayari
> kiyuN nikal aatay heiN meray aaNsoo
> haNstay haNstay? waha waha kia baat hai
>
> BAHUT HI YAAD AATA HAI
> Bahut hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai
> woh tera paas na hona bahut mujh ko rulaata hai
> woh mera teri aankhon ke samandar mein utar jaana
> aur teri muskurahat ke bhanwar mein doobte jaana
> teri awaaz ke seher se na nikal paana
> tujh ko dekhna aur be-khudi se dekhte jaana
> bahut chaaha in guzre hue lamhon ko na sochun
> na teri yaad mein reh ke tere saath ka sochun
> bhula doon saari yaadon ko ke jin se Dil tarapta hai
> ke jin se tais uthti hai ke jin se dard hota hai
> magar jab raat aati hai to teri yaad aati hai
> tere hi khwaab hote hain teri hi baat hoti hai
> to tay paaya ab mumkin nahi tujh ko bhula paana
> teri yaad mein rehna tujhe hi sochte rehna
> tujhe jab yaad karte hain to Dil apna tarapta hai
> woh tera paas na hona bahut mehsoos hota hai...
> Furqan
> --- In Rukhsana@yahoogroup s.com, *.·´*`·.·* Sitara *·.·´*`·.*
> <sitara700@ ..> wrote:
> >
> > FuR QaN jee hum bhi zindagi par kuch arz kar rahe hai jee
> >  
> >  
> > phir wohi shor hai hungama hai
> > zindagi phir se chal padi hai
> > usi namaalum disha meiN
> > lekin yeh kis gham ki mahak hai
> > meri har khushi meiN?
> > kiyuN nikal aatay heiN meray aaNsoo
> > haNstay haNstay?
> > kahN yeh ehsaas to nahiN
> > unheeN yaadoN ka
> > jisay chhod diya hae tu nay
> > meri rooh ki gahra'yi maiN?
> >
> >
> >  
> >
> >
> > --- On Thu, 1/22/09, FuR QaN <offhfo@> wrote:
> >
> > From: FuR QaN <offhfo@>
> > Subject: [RUKHSANA] ZINDAGI
> > To: "Rukhsana Kazakhistan" <rukhsana@yahoogrou p s.com>
> > Date: Thursday, January 22, 2009, 12:03 PM
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> >  
> >  
> >  
> > ZINDAGI
> >
> > Zindagi amanat hai is ki hefazat karo,
> > Zindagi se pyar karo, Zindagi se muqabla karo,
> > Zindagi aik lamha hai, Zindagi haqeeqat ki manad hai,
> > Zindagi se insaaf karo, Zindagi muskrane ka naam hai,
> > Zindagi haseen yaadoun ka tuhfa hai,
> > Aghar tumhein Zindagi se mohabbat hai tou waqat se mohabbat karo,
> >  Aur aik khubsoorat dost ki talash karo.
> > Zindagi ko is tarah jiyo ke dekhne wala tumhari tareef kare,
> > Zindagi jeene ka naam nahi is ko ache amaloun se bania jata hai,
> > Zindagi ko kisi ke naam karna bohat mushkil hai magar guzarna
bhi
> asan nahi,
> > Zindagi yahi nahi ke khushian hi khushian houn milein gham bhi
> khisa daar hotein hein,
> > Zindagi se insaan bohat khuch pata hai or bohat kuch kho deta
hai,
> > Zindagi mein her dukh ke baad sukh bhi milta hai.
> > Zindagi aik phool ki manad hai.
> > Furqan
> >
>


__._,_.___
       Rukhsana group*. * . * . * . * . * . * . * . * . * . * . * . *
                  *. * . * . * . * . * . * . * . * . * . *
            *. * .*_/\_ *. * . * . * . * . * . * . * . * .*
                 .•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨) ¸.•*¨)
                             (¸.•´ (¸.•` *
                              '...**,''',...

     Friendship is a collection of hearts, ready 2 give, share and
   understand. It never fades & never ends. It only reminds us that
                 life is not perfect without a friend
                             '...**,''',...
                             (¸.•´ (¸.•` *
                  ¸.•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨) ¸.•*¨)
                   *. * .*_/\_ *. * . * . * . * . * . * . * . * .*
                       *. * . * . * . * . * . * . * . * . * . *
                   *. * . * . * . * . * . * . * . * . * . * . * . *
                              _./'\._¸¸.•¤**¤•.¸.•¤**¤•..
                                      *•. .•* *
                             /.•*•.\ ¸..•¤**¤•.,.•¤**¤•.*.
                        *************************************

                        Enjoy your stay at Rukhsana Group.

                        Moderators Rukhsana Group:
                        Aika Rani,Mumtaz and Sitara

                   Contact us at: Aika_Rani@Yahoo.Com
                   Rukhsana-owner@yahoogroups.com                        
Recent Activity
Visit Your Group
Y! Messenger

Want a quick chat?

Chat over IM with

group members.

Dog Zone

on Yahoo! Groups

Join a Group

all about dogs.

Group Charity

One Economy

Helping close the

digital divide

.

__,_._,___

No comments: