Kabhi kabhi to Posted: 02 Feb 2009 10:13 AM PST Kabhi Kabhi To Chhalak Padti Hai Yunhi Besabab Aankehin, Udas Hone Ka Koi Sabab Nahi Hota, Main Waledain Ko Ye Baat Kaise Samjhaun, Mohabbat Me ‘Hasab Nasab’ Nai Hota… Also Try Following : 
|
Kismat Posted: 02 Feb 2009 09:54 AM PST Tanhai Le Jati Hai Jahan Tak Yaad Tumahri, Wahinse Shuru Hoti Hai Zindagi Hamari, Nai Socha Tha Chahenge Hum Tumhe Is Kadar, Par Ab To Ban Gayi Ho Tum Kismat Hamari… Also Try Following : 
|
Soldier Soldier Posted: 02 Feb 2009 09:28 AM PST (You Will Enjoy This One If You Remember The “Soldier” Movie’s Title Song) Soldier Soldier….. Pressure Cooker Khol Kar Sabzi Meri Uraa Le Gaya… Also Try Following : 
|
Kaisa Laga? Posted: 02 Feb 2009 09:24 AM PST Wo Mujhse Puchh Raha Tha Batao Kaisa Laga, Tum Agle Zakhmo Ko Chhodo Ye Ghaav Kaisa Laga, Ajab Sawal Kiya Aandhiyon Ne Patton Se, Shajar Se Toot Kar Girna Batao Kaisa Laga, Tum Isko Chhodo Zara Apne Dilse Ye Puchho, Kaha Jo Usne Mujhe Bhool Jao Batao Kaisa Laga… Also Try Following : 
|
Zara Dekho Posted: 02 Feb 2009 09:09 AM PST Zara Dekho! Meri Aankhon Mein Dekho! Meri Aankhon Mein YaQeen Ki Lau Ko Dekho! Meri Aankhon Ka YaQeen Jaano! YaQeen Ye Itna Na-Pukhta Nahi Ke Zindagani Ke Masaa’ib Ki, Jhamelon Ki, Bikharti Dhool Mein, Ye Dagmaga Jaye, Zara Dekho! Meri Aankhon Mein Is Pehlu Badalte, Karvatein Lete Hue, Ehsaas Ki Shiddat Ko Pehchano! Meri In Kaifiyaton Mein, Niyyaton Mein, Jagmagaati Ek SadaaQat Bolti Hai Is SadaaQat Par, YaQeen Aa Jayega Tumko, Na Aaye Gar YaQeen Jaanaa…..! Magar Dekho! Suna Hai Ek Duniya Se, Ke Sachhayi, Khud Apna Aap Manvaati Hai Logon Se, Ke Sachi Niyyatein, Kaifiyyatein Aakhir, Asar Karti Hai Dil Par, Raayegaan Bilkul Nahi Jaati, To Phir Dekho Meri Aankhon Mein Dekho!!! Also Try Following : 
|
…Kuchh Bhi Nahin… Posted: 02 Feb 2009 09:05 AM PST Haath Mera Aye Meri Parchhayi Tu Hi Thaam Le, Ek Muddat Se Mujhe To Soojhta Kuch Bhi Nahi, Shaher-E-Shab Mein Kaunsa Ghar Tha Jispar Na Di Sada, Neend Ke Andhe Musaafir Ko Mila Kuch Bhi Nahi, Umar Bhar Umar-E-Gurezaan Se Na Meri Ban Saki, Jo Kare Karti Rahe Main Puchhta Kuch Bhi Nahi, Wo Bhi Shayad Ro Pade Veeran Kagaz Dekh Kar, Maine Usko Aakhri Khat Mein Likha Kuch Bhi Nahi… Also Try Following : 
|
“”Main aur Meri Tanhayi”" Posted: 02 Feb 2009 08:36 AM PST Awara Hai Galiyon Mein Main Aur Meri Tanhayi, Jayein To Kahan Jayein Har Mod Pe Ruswayi, Main Aur Meri Tanhayi, Ye Phool Se Chehre Hai Haste Hue Guldaste, Koi Bhi Nahi Apna Begane Hai Sab Raaste, Main Aur Meri Tanhayi, Armaan Sulagte Hai Seene Mein Chita Jaise, Qatil Nazar Aati Hai Duniya Ki Hawe Jaise, Roti Hai Mere Dil Par Bajti Hui Shehnayi, Main Aur Meri Tanhayi, Har Rang Mein Ye Duniay Sau Rang Badalti Hai, Ro Kar Kabhi Hansti Hai Hans Kar Kabhi Gaati Hai, Ye Pyar Ki Baahein Hai Ya Maut Ki Angdayi, Main Aur Meri Tanhayi, Aakash Ke Maathe Par Taaron Ka Charaghaan Hai, Pehloo Mein Mere Magar Mere Zakhmon Ka Gulistaan Hai, Aankhonse Lahoo Tapakta Daman Mein Bahar Aayi, Main Aur Meri Tanhayi… Also Try Following : 
|
You Are Looking Very Sexy In Saree-Lyrics(Ishq Ho Gaya Mamu) Posted: 01 Feb 2009 10:35 PM PST  Aa Jaane Se Tere Saj Gayi Mehfil Saari Chhup Chhup Ke Dekhe Sab Tujhko Baari Baari Aaj Na Roko Yeh Humko Kehane Do You Are Looking Very Sexy In Saree - (2) Aa Jaane Se Tere Saj Gayi Mehfil Saari Chhup Chhup Ke Dekhe Sab Tujhko Baari Baari Aaj Na Roko Yeh Humko Kehane Do You Are Looking Very Sexy In Saree - (2) www.smsnshayari.com Pile Rangon Mein Khilta.. Tera Root December Ki Ho Jaise Meethi Bhook Hamein Naaz Hai Ke Tu Hai Mera Mehboob Nili Aankhon Mein Hum Gaye Hai Dub Shola Banke Bhadaki, Dil Mein Chhupi Chingaari You Are Looking Very Sexy In Saree - (2) www.smsnshayari.com Aapse Humko Ek Hi Hai Gila Hamaari Chaahat Ka Na Tumane Diya Sila Ulfato Ka Kuchh Milaao Tum Bhi Silsila Kuchh Badhaao Iss Dil Ka Jara Tum Houslaa Tera Ishq Na Le Le Hamase Jaan Hamaari You Are Looking Very Sexy In Saree - (2) Aa Jaane Se Tere Saj Gayi Mehfil Saari Chhup Chhup Ke Dekhe Sab Tujhko Baari Baari Aaj Na Roko Yeh Humko Kehane Do You Are Looking Very Sexy In Saree - (2) Movie Name : Ishq Ho Gaya Mamu Singer:Aavez Lyrics :Gazi Music Director :Altamash Khan Actors:Meenu Bharadwaj, Mushtaq Khan, Pratima Kazmi, Rajesh Vivek Director : Gazi, Sumbul Producer : Gazi Year :2008
Also Try Following : 
|
Mera Ek Dil Ha-Lyrics(Ishq Ho Gaya Mamu) Posted: 01 Feb 2009 10:30 PM PST  Mera Ek Dil Hai, Ek Hi Toh Mera Dil Hai Mera Ek Dil Hai, Ek Hi Toh Mera Dil Hai Galti Thi Jaanam Hamaari, Kehti Hoon Tumase Main Sorry Khaamosh Hai Jo Tumhaare, Itani Saja Na Do Bhaari Jaane Do Baatein Woh Saari, Aakhir Tohu Main Tumhaari Mera Ek Dil Hai, Ek Hi Toh Mera Dil Hai Mera Ek Dil Hai, Ek Hi Toh Mera Dil Hai www.smsnshayari.com Tumane Wafa Ko Nibhanaa, Mujhko Kabhi Na Satanaa Aankhon Mein Aansu Na Laana, Mujhko Kabhi Na Rulaana Dil Hai Yeh Tera Deewaana, Dil Ko Na Tumne Dukhaana Mera Ek Dil Hai, Ek Hi Toh Mera Dil Hai www.smsnshayari.com Mera Ek Dil Hai, Ek Hi Toh Mera Dil Hai Movie Name : Ishq Ho Gaya Mamu Singer:Abhijeet Lyrics :Gazi Music Director :Altamash Khan Actors:Meenu Bharadwaj, Mushtaq Khan, Pratima Kazmi, Rajesh Vivek Director : Gazi, Sumbul Producer : Gazi Year :2008
Also Try Following : 
|
Jab Tu Nahi Milta Hai-Lyrics(Ishq Ho Gaya Mamu) Posted: 01 Feb 2009 10:26 PM PST  (Jab Tu Nahi Milta Hai, Toh Dil Jalta Hai -2 Hum Se Nahi Milta Hai Toh Dil Jalta Hai - 2) - (2) (Armaan Sulagtay Hai Toh Dil Jalta Hai Jasbaat Bhadaktay Hai Toh Dil Jalta Hai) - (2) Jab Pyaas Na Bhujthi Hai Toh Dil Jalta Hai Yu Raat Gujarti Hai Toh Dil Jalta Hai Hum Se Nahi Milta Hai Toh Dil Jalta Hai - (2) www.smsnshayari.com (Jab Yaar Bane Harjaayi Toh Dil Jalta Hai Ho Chaaro Taraf Tanhaayi Toh Dil Jalta Hai) - (2) Jab Ishq Pe Ho Ruswaayi Toh Dil Jalta Hai Tarsaaye Jab Yeh Judaayi Toh Dil Jalta Hai Hum Se Nahi Milta Hai Toh Dil Jalta Hai - (2) www.smsnshayari.com Jab Tu Nahi Milta Hai, Toh Dil Jalta Hai - (2) Hum Se Nahi Milta Hai Toh Dil Jalta Hai - (4) Movie Name : Ishq Ho Gaya Mamu Singer: Sunidhi Chauhan Lyrics :Gazi Music Director :Altamash Khan Actors:Meenu Bharadwaj, Mushtaq Khan, Pratima Kazmi, Rajesh Vivek Director : Gazi, Sumbul Producer : Gazi Year :2008
Also Try Following : 
|
No comments:
Post a Comment